Sunday, March 28, 2010

4.Pyar..

Rato me agar na ashq bhau to kya karu,
yaro main usko bhula na paun to kya karu,
maine suna he unko andhere nahi pasand,
raho me fir main dil na jalaun to kya karu,
socha tha chood dunga main unki gali ko aaj,
lekin kahin karar na pau to kya karun....

1 comment:

  1. dil nikal k rkh diya h....love nd care can b seen....suberb...nice wrk

    ReplyDelete